ye jo tum log kehte hona ki nibhane wale hazaar galtiya maaf kar dete hai, na nibhane wale ek bhi nahi karte
to
sach baat to ye hai ki jo sach me pyaar karte haina wo hazaar galtiya nhi karte,
aur jo hazaar galtiya kar rahe hona wo pyaar hi nhi karte,,,,,wo sirf khilauna samajh kar khel rhe hote hai....
-