Kon Hai Vo...Pragati S Tripathi.
Ab kya kahu kon hai vo.
Ab kya batau kya hai vo.
Kehe ko to ek saksh hai aaam sha.
Lekin aaj bhi mere liye behad kaash hai vo.
Jaha she jine ka anth hai hota.
Waha ki hi surwat hai vo.
Phulo ki mehak sha mohak.
Chirdio ki awaz sa pyara.
Dost hai ek pyara sha.
Jine ki wajh hai vo.
Dhadkan hai vo meri.
Zayada na shi lekin,
aasman she leke dharti tak ki lakire hai vo.
-