QUOTES ON #NPG

#npg quotes

Trending | Latest
12 JUN 2017 AT 18:29

Ho khusnaseeb Jo rankumbaaro sa mili,
O Sher keh de khata ho gyi,
Kaabil to tum wafa se hui,
Or badnaseeb naakabil bewafa kr gyi,

-


27 JUL 2017 AT 23:12

Koi Palko ko aise sajae rakhta h,
Jaise hum darmiyaan khade h,
Humare aane ke baad yu nazre churata h,
Jaise humari mojoodgi ka abhaash nhi ,
Ab bhi usse bachi h Jo nafrat,
Uske kaabil Pyaar ka ehsaas nhi,
Ab Jo ho raha whi hone do,
Aage ki raah kuch hairaan nhi,
Jo ghtna h use sapna samjho,
Jo ghat gya us se pareshaan nhi.....

-


8 JUN 2017 AT 20:16

Koi ho na,
Kuch Bharam chod do,
Koi Palko se,
Koi karam or bojh do,
Hai Jo saansein,
Koi kasar chod do,
Aaj in raaho mein,
Tum rehem chod do

-


17 DEC 2019 AT 15:51

जिनकी मोहब्बत सच्ची होती है,
उनके नसीब में दर्द ही लिखा होता है…


-


4 JUL 2017 AT 14:29

Koi sila darbadar tu diya krti h,
Ye falsafa darbadar thehra sa rehta h,
Sukh ki baniya ban baithi khaeraat ka khati h,
Aur raato mein mashgool ho shaamo ke diye bhujhaati h,
Kyu Teri fariyaad se dil toot sa jata h,
Har jakhm ki miyaad darabadar kiya krta hu,
Main tumse ishq us rab se dua yhi krta hu,
Tu darbadar begum hua krti h,
Main darbadar tumhe ishq kiya krta hu,
Ho gyi khata tumhe maaf kiya krta hu,
Mausamo ki fuhaaro ka ghoont piya krta hu,
O zaalim khti mujhe ishq nhi aata,
Teri tehzeeb pe main hansa krta hu,
Nafrat ki deewaro se main dara krta hu,
Wafa ki Duniya mein din Gina krta hu,
Fir bhi usse dua kuch tumhare liye kiya krta hu ,
Main darbadar tumse ishq kiya krta hu.....

-


17 DEC 2019 AT 15:58

वो जा रही थी और मैं खामोश खड़ा देखता रहा, क्योंकि सुना था कि पीछे से आवाज़ नहीं देते.......

-


28 JUL 2017 AT 21:42

Yu aayi thi to kya aayi thi,
Na khwaab ka auhda tha,
Na Pyaar ka ehsaas,
Jo ab tum aayi ho to kyu aayi ho,
Na kasak h baki,
Na fiza h raazi,
Yu aayi thi to kya aayi thi,
Na nazre Milati thi,
Na koi raag sunati thi,
Jo ab tum aayi ho to kyu aayi ho,
Na kadra ka yakeen,
Na dua na zameen,
Yu aayi thi to kya aayi thi,
Na kami thi rawa,
Na haseen thi yha,
Jo ab tum aayi ho to kyu aayi ho,
Na waqt h sahi,
Na Hume kuch pta,
Ki ab Jo aaegi wo kuch yo paegi,
"Ki dhadkan mein Jo chaayi ho,
Dil ke kareeb aao,
Raasta puch ke zaleel na kro,
Mohabbat ki kabr khudi padi h"
Yu aayi hi thi to kya aayi thi or ab Jo aayi ho to kya hi Alag aaegi.....

-


25 JUN 2017 AT 23:25

Lore!
Panic on raven's eyes,
Dreary words of mouth,
Quaint thoughts curious volume,
They are nodding like nothing happened,
But people are crawling behind thoughts,
Thoughts which are dangerous than apocalypse,
Now they turned bleakly,
Towards me making distinct sounds,
I can hear them,
Chanting my name like I am any criminal,
Shouting howling now my ears are closed,
Lores are heading like a forest fire,
Lores are like horsemen of apocalypse...

-


20 AUG 2017 AT 13:45

"True love is your soul's recognition of it's counterpoint in another"
so no matter whether you all have many things uncommon you just need a thing to be common

-


25 JUN 2017 AT 0:44

Composed of honour I say you are second best,
None can stop us as we bow to heaven,
But that's the point when they forget Jesus,
He is the religious central figure of our religion,
And Sarcastically he was Jews,
In the next moment he was shot by Hitler and he lost the war at that instant

-