Main uske hisse ka
Ab itwaar nahin ,
Maine chor diya
Usko wo mujhse ab
Bezaar nahin
MIT gayin sari shikayate'n
Ab shikayate'n hazaar nahin
Ye mohabbat hai sarkaar
Jismo ka wayapaar nahin
Roz ho jate hain fida
Har chehre par
Ek hi chehre par Marne wale
Ab yaar nahin ..!!!
-