Tere bina kabhi reh nahi sakte ham,
Mere khwab bhi adhure hote hain har dum !
Bas kahani bhi sunta hu to tu dikhai deti hain,
Meri har saanso me bas tu dikhai deti hain !
Tuzse to kitni baar baat karne ki koshish ki,
Par tu har baar ki tarah samaz hi nahi paayi !
Aaj bas tere liye hi lautke aaye hain,
Tu hi to ek hamari dost hain jiske liye hum Apne aapko marke aa rahe hain !
๐๐ Jai Gajanan ๐๐
-