Dekh ye kaisa manzar aaya Hr taraf bss mout ka saaya Sath ye tabahi ka alam aaya Apno se apno ko door krwaya Kitno ne apna jaan gawaya Or kitno ko to sadak pr laya Ameer gareeb sb pr ye musibat chaya Hm sb pr raham kr ya khudaya Dekh ye kaisa manzar aaya Hr taraf bss mout ka saaya