Ha milunga mai phir tumse , tum mujhe bhul mat jana..
Yunn chup to nhi reh sakta mai,tum kuch batein kar Jana ,
Bato bato mai pyaar jata bhi du ,to tum mere pyaar me na pad jana ..
Ha mai bol bhi du pyaar hai tumse, tum ansuna kar jana ..
Agar do din se jyada batein karlu ,to tum khud hi chup ho jana,
Ha Raste hmare takraynge jarur,tum meri or mat ana,
Jo gujar gya use yad mat dilana
Milunga mai jarur tum meri dost ban jana🤍
-