Bhook se mar raha,
Badan hai mera tap raha,
Bebas aur laachar mei insaaf ko tadap raha,
Jhuth Muje hai dikh raha,
Gunaah uska jhup raha,
Bebas aur laachar mei insaaf ko tadap raha,
Paisa aaj bik raha,
Kanoon tera jhuk raha,
Bebas aur laachar mei insaaf ko tadap raha,
Koshish toh mei kar raha,
Deewar jaisa tan raha,
Bebas aur laachar mei insaaf ko tadap raha.
-