Kitna kuch likh jate hai in tanhaiyo me Isi tarah kuch tarane ban jate hai Nazarandaz na krna Likhari Kalam qki Likhte-Likhte yu hi afsane ban jate hai
Wo jo rishte Husan ke saaye main palte hain, Ese rishte boht kam chalte hain, Wo jab ek jangal ki sari hirniya (हिरनी) mar jaati hain, Tab ye bhediye naye jangal ko nikalte hain...