Aaj ek shayeri aur likhna chahta hu...
Zarre zarre me ye elaan karna chahta hu..
Zindagi bhar ke liye..
unhi ka banke rehena chahta hu..
Aakhir me yahi dua karta hu...
Ab puri zindagi unke naam karta..
Saup ke zindagi ki dor ko unhe...
Kuch pal aaram Karna chahta hu...
Aaj me ek shayeri nhi balki..
Apne alfaazo ko kalam ki madat se...
Kore panne pe utaar dena chahta hu...
Waqt kam h mere pass...
Isliye aakhri baar unka hi naam lena chahta hu...
Me kuch pal aaram Karna chahta hu...
Ab is duniya se bhut dur jata hu...
Pr kya me waha apki tasveer leke ja sakta hu...
Aaj me aakhiri shayeri likh kar unhe yaad karna chahta hu...
Chalo ab chalta hu..
Aur h....
Zindagi ka aakhri salaam karta hu...
Aaj bye nhi balki alvida kheta hu...
....................................................
-