"Achha Aisha karo ki jaha Mai dafn hu na waha bagicha Bana lo"
fir meri kabar me khusboo hogi Magar fuloon Ko tootna nahi parega.
tu aati Raha karna tujhe bhi rango se chhutna nahi parega, tu kholkar dekh kabhi ghar apna bhi! tujhe sukun yun ro ro kar meri kabar se lootna nahi parega.
tu Noor hai be Kasoor hai! Aasman ki tarph dekh to sahi ek dafa, tujhse pankho se apne roothna nahi parega ...
-