QUOTES ON #JUNAIDWRITES

#junaidwrites quotes

Trending | Latest
24 JUN 2020 AT 2:36

Sawaal ek hai aur jawab bhi ek,
Zindagi khamakha guzar rahi hain.

-


19 MAY 2021 AT 21:34

Is corona ki vajah se kelna, bahar jana sab bandh hogaya he,
Teji hawa aane par acha lagta tha,
Lekin ab is hawa me se corona aya tho, dar dar ke raha na pad raha he,,,.

-


24 JUN 2020 AT 12:42

Tumhara ishq to intehaan ke layak bhi nahin,
Aur hum hai ke parcha liye phirte hain.

-


20 MAY 2021 AT 11:28

हर कोई दीवाना हो जाता है जिनका,
बड़ी कातिल मेरे यार की अदायें है!!

-


24 JUN 2020 AT 2:55

Humari to zindagi ka
Bas itna hi raha sitam,
Tu paas ho, aur tere jaane ka gham,
Tu door ho, tere na aane ka gham.

-


20 MAY 2021 AT 11:05

बहक जाती है जनाब वो हवाऐं
भी अब हमारे अंदाज को देखकर,
फैशन हो गया है दुनियां का अब जख्मों
पर नमक लगाने का स्थिति देखकर।

-


26 JUN 2020 AT 0:24

Uske jaane ka gham to kabhi bhi na tha,
Shikwa to bas itni hai ke sab bewajah tha.

-


25 JAN 2019 AT 0:42

Aapse milne ka maan kar raha hai
Maan ko samjhaya toh dil tarap raha hai
Dil ko bataya toh aakhe roh pari
Unhe chup karaya toh saanse bol pari

-


24 JUN 2020 AT 12:52

Tamaam umr ghar jaane ko dil chaahta raha,
Aaye jab ghar ko wapas, wo ghar kahaan gaya.

-


26 JUN 2020 AT 0:06

Jab tu tha to yeh zindagi choti lagti thi,
Tere jaane ke baad to lamha nahi guzaara jaata.

-