Pani pani kar diya shehar ko saare,
Ajkal baarish bhi hoti h to teri baato'n ki tarah.!
.
Gam se nikalkar gamo'n me hi mila diya mujhe,
Aaj tara bhi toota hai to,tere pyar ki tarah..!!
.
Ek sard si jo mili hai kahi'n is garm se mausam me,
Aaj badal bhi roya hai tere yaar ki tarah...!!
.
Ek pal ko jo paya wo h ab dur mujhse,
Aaj tu mili h mujhe meri kuch purani yaado'n ki tarah...!!
-