Apne ghamo to chupa kar tum mere dukho ko shalti rahi
Apne kahani chorr kar tum meri kahani banati rahi
Tum kitna bhi chupao mujhe sab kuch dikhta h
Haan tumhari gusse ke piche ek dost bhi mujhe dikhta h
Samjta hu ma ki tum kyu kuch nhi kahati ho
Haan samjta hu ma ki tum kyu meri enti care karti ho
Ab kitna chupaogi tum mujse
Mujse to tum chupa bhi logi par kya chupa paogi tum khud se
-