Sath chodh kar nibhane ki baat karte ho,
Gira kar sahare ki baat karte ho,
Juda ho kar milne ki baat karte ho,
Dard de kar hamdard ki baat karte ho,
Zakham de kar marham ki baat karte ho,
Khush nahi hu mai sikayat hai tumhe,
Hasi chheen kar muskurane ki baat karte ho.
-