Unki chhat ka aashiyan unke dard ka marham socha h. Mere maa bap ne mere liye ek khuwab socha h. Jo kabhi na kiya unhone wo mere liye socha h. Meri jindagi ka maksad khud ka bna kar unhone mere liye ek aashiyan socha h. Meri jindagi ka ek acha mukam socha h. Mere maa bap ne mere liye ek khuwab socha h. Ek acha insan bna kar mujhe mere maa bap ne mere liye jannat me ek mkaan socha h.
Khuda ki khudai se badh kar kuch or nhi hota. Maa baap ki duaaon se badh kar koi rehai ka zariya nhi hota. Ishq mohabbat per to sab kahte h Maa baap ki kurbaniyo per gazal kahne wala koi nhi hota. Apni khushi ke liye apno ka dil dukhane wale kai h. Apno ki khusi ke liye apni khushi kurban karne wala nhi hota . Dhokha h fareb h is duniya me Is se bachne ka koi rasta nhi hota. Likh kar bhut kuch fir whi ja kar atke h Is duniya me maa bap se badh kar or kuch nhi hota .
Apno ka sath choda tha tune Maa ke sapno ka ghar toda tha tune Khuda bhi ab tujhse khfa h . Tujhe to bus is bat ka hi gila h. Khuda se to khud rukh moda tha tune Jab kisi ger ke liye apni Maa ko tanha choda tha tune .
Zindagi ab masrufiyat me bitti h Chahat h jo ab maine nhi rakhti. Wakt ab sabke pass nhi hota Apno ki khushi ab maine nhi rakhti. Bhagna h ab shokh sabka ke Zindagi jina ab maine nhi rakhti.