QUOTES ON #HADITH

#hadith quotes

Trending | Latest
17 SEP 2021 AT 16:31

Nikah or Zina

-


22 FEB 2021 AT 16:53

★ Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam)
ne farmaya:

“Subah aur Sham 3 baar Surah Al-lkhlas, Surah Falaq aur Surah Naas padh liya karo, ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi.”

[ Sunan Abu Dawud: 1643 ]

-


11 MAR 2020 AT 13:12

_______________________________

-


26 DEC 2020 AT 15:36

۞ Hadees: Abu Huraira Wa Jaabir (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Irshad farmaya:

❝Aurat se 4 cheezo ki wajah se Nikah kiya jata hai. ‘1. Uska Maal, 
2. Husn wa Jamal, 3. Uska Khandan, 4. Uske Deendar hone ki wajah se.’ (lekin Aye Musalmano !) Tum Deendari ko lazim Jaano.❞

📕 Sahih al-Bukhari 5090
📕 Riyad as-Salihin Hadith 364
📕 Sunan Ibn Majah; E-1858, A-1931

-


30 SEP 2021 AT 22:35

“The Tongue Is Very Small And Light But It Can Take You To The Greatest Heights And It Can Put You In The Lowest Depths.”

— Imam Ghazzali (May Allah shower his mercy upon him) 💕💯

"زبان بہت چھوٹی اور ہلکی ہے لیکن یہ آپ کو بڑی بلندیوں تک لے جا سکتی ہے اور یہ آپ کو نچلی گہرائیوں میں ڈال سکتی ہے۔"

- امام غزالی رحم Allah اللہ علیہ۔

-


20 FEB 2021 AT 15:51

SAFAR MEIN GAANE SUNNA

۞ Hadees: Nabi e Kareem ﷺ ne farmaya:
“Jo Shakhs Safar Ki haalat mein ALLAH ki Yaad aur ZIKR mein Lagaa Rehta hai tou FARISHTA Uska HUMSAFAR ho Jata hai.
Aur Agar (GAANE WA MUSIC) Mein MASHGUL Rehta hai tou SHAITAN Uske SAFAR KA SATHI Ban Jata hai.”

[ Sahih Al Jame : 5706 ]

-


26 DEC 2020 AT 15:31

Hadith of the Day:

Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Salallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya:

“Dusro ki Aurton se door raho, Tumhari Auratein bhi Paak Daaman rahengi.”

📕 Mustadrak 7258


-


11 FEB 2021 AT 15:53

Jannat me Jaane se Koun Inkaar Karega ?

Read in Caption...

-


20 FEB 2021 AT 16:00

۞ Hadees: Aws bin Aws (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:
“jo shakhs juma ke din (apni biwi) ko gusal karwaye aur khud bhi gusal kare phir namaz ke liye jaldi jaye , paidal jaye aur sawar hokar na jaye aur imam ke nazdeek hokar khutba suney aur behuda baat na kare to uske har qadam par usko ek saal ke roze aur ek saal (Namaz ke liye) qayam karne ka sawab milega.”

(Sunan Abu Dawud, Jild 1, 346-Sahih)


-


17 JUL 2021 AT 11:40

Most of the Angels of Allah CANNOT read the Qur'an, however they can listen to it. Allah has not gifted Angels the ability to read Qur'an. whenever Humans recite Qur'an the Angels surround them because they love listening to it since they can't recite it. The best way to surround ourselves with Angels is to recite the Qur'an. However Jibraeel a.s and few other Angels can recite the Qur'an. Angel Jibreel a.s used to recite the Qur'an directly to our beloved Muhammad.“ﷺ”

-