۞ Hadees: Abu Huraira Wa Jaabir (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Irshad farmaya:
❝Aurat se 4 cheezo ki wajah se Nikah kiya jata hai. ‘1. Uska Maal,
2. Husn wa Jamal, 3. Uska Khandan, 4. Uske Deendar hone ki wajah se.’ (lekin Aye Musalmano !) Tum Deendari ko lazim Jaano.❞
📕 Sahih al-Bukhari 5090
📕 Riyad as-Salihin Hadith 364
📕 Sunan Ibn Majah; E-1858, A-1931
-