मेरे अहबाब है यू छूटे जैसे शजर से बर्ग हो टूटे
चश्म-ए-तर हर लम्हा दिल है इस कदर सहमा
-
When we were just strangers and
We were always turning our heads
Without any reason and look at each other.....
With a small smile with hesitations...
Watching eachother amidst of the crew.
We find each other have the same feel.
Wearing the same mask sitting at quite far benches....-
Us din ke baad main kabhi jiyaa hi nahi.
Jabse apne ehbaab ko chhod aya hun.-
Jab bhi taja wark kisi gulaab se
milta hai,
Kisi ka khaab kisike khaab se
milta hai,
Main chahakr bhi kabhi uska qatl
nahi kar sakta
Mere ek raqeeb ka chehra mere
ehbaab se milta hai.-
Karta Hai Sawalat Musalsal Uski Nigaah,
Ye Tarz-E-Takalluf Mujhe Accha Nahi Lagta,
Kehte Hai Mujhe Dekh Kar Aksar Mere Ehbaab,
Ye Shaqs Akela Hai Magar Tanha Nahi Lagta......-
Ek ek karke sitaron ki tarah toot gaye...!!
Haye kya log mere halqa e ahbab me thai...!!-