Jeevan ka varan teen shabdo mein?
Amrit, prem aur tyaag...
Prem kya hai?
Ishwar ki aankh mein ubhra hua aansu....
Aansu kya h ?
Sukh aur dukh ki aahat...
Sukh kya hai ?
Bhram.....
Ranbhoomi mein sbse bada shashtra kya h ?
Himmat.....
Jeevan me sabse kathin ghadii?
Pariksha k baad parinaam ki...
Aur sbse badi bheent?
Aashirvaad.....
-