Kyun ki ab sab kuch samajh ane laga hai
Duniya dekhi kuch had tak
Abb sab saaf dikhne laga hai
Khusi kis baat ki
Na hi kissi baat ka gam hai
Jeena khud ke liye hai baki sab vram hai
Taalash kiss baat ki karun khud se khud ki duriyan kya kam hai
Baki pada jo wo sab karm hai
Pakad ke apna kalam likhunga ab tak jo hua adhrm hai
Ab mujhe jo sambhalti wo mera hi akelapan hai
Khtm nhi hua kuch ab tak
Ye surwat ki kuch baya kiya hua hum hai
Pyaar karte yahan hain kuchi hi log
Jarurat to sabko taan hai
Bol dunga sab kuch bakt de
Abhi haare sare zakm hai
Abb sufi ban chuke janab
Ab na rahi kuch aham hai
Abhi jinda karna hai
Aur dikhana un निर्जीव praniyon ko darpan hai
Sunn na hai unka har ek dhun
Aur nikalna dil mai chupi to tadpan hai
Suna hai awaz hai har ek ka
Abb sunne ko betaab mera ye unmukt man hai
Ab likha huin jo
Wo darsati mera awarapan hai
Bhul gya sab kuch
Abb jo yaad wo mera kiya hua प्नण hai
Jitna jimedaar har koi
Utna jimedar huin mai bhi
Jo khoya maine apna apnapan hai.
-