We, Miss You Papa...❤
Papa Aap jab the...to Duniya khushal thi,
Papa Aap jab the..to Duniya Rango sey bhari thi,
Papa Aap jab the...Neend bhi aati thi pyaar se...
Papa Aap jab the...Subha hoti bhi the dil sey...
Aaj na Aap h..Naa hm khush h
Naa nind h ....Naa chain h
Dhundhti h ye aakhey aapko...
Awaaz sunney k lea aaj tarsti h...
Khuda laute dey mere papa ko,
Mere jigar k tukre ko,
Har din ye aankhey wae rasta dekhti h..
Duniya khali sa h..
Har din Subha Sunaa sunaa sa h...
Tute hue h sab
Ye khuda tu sunn abb...
Maa ki aasunn na thamti hai,
bacche papa bolne k lea tarste hai..
Tu kaha h khudaa...
Tu q kiyaa aesa...
Duniya uzaar di hamarai...
Pal bhar mey bhikher dea sb...
-