Tuta tha jo dil mera, wo fir se Judne laga hai,
Or is baar bhi, usi bewafa ka hone laga hai,,
Jis saadgi ko dekh kar, mujhe usse ishq ho gaya tha,
Iss bar fir usi saadgi pr mar-mitne laga hai,
Tuta tha jo dil mera wo phir Judne laga hai.
Or is baar bhi usi bewafa ka hone laga hai...
-