Rat k andhere mai,
Chupchap ho jata h,
Yo 3 saal ki bachi ho
ya 60 saal ki aurat
Sab ka anjaam ek hi hota h,
Ansu nikalti nhi ankho se
Khun ka dariya beh jata h,
Subha ho ya sham
Bass haiwaniyat bahar aata h,
Kya kapro ka dosh h,
Srif ya to bataiye
Har ghr mai to yahi bol kar
muh dabaya jata h,
Shh !!!! bahar maat niklo,
"rape" ho jata h
-