Nafrat Karne ke liye wajh chahiye hoti hai, Or mahobatt bewajh hi ho jaati hai.... Wese hi, Mahobatt hamesha sacchi hi hoti hai, Bas kisi se kam toh, kisi se jayada hoti h..
Itni bhi kya narazgi, Itna nhi kya gussa, Thoda pyar hi sahi, Or thodi naadani...., Bas.....,ab uska itna hi zikr h, Wo khaab mera or hakikat kisi or ka hai..
Bas ab likhna band kar raha hu, Teri yaadon ko khudke alfaazo se alag kar raha hu, Kya pata, Kahi tu kal ko yeh bhi na kah de, Ki mai tujhe likh kar, badnaam kar raha hu Bas isliye,ab likhna band kar raha hu.....