Muje ishq tha kisi se,
Jisne shayari sikha di,
Meine bhulna chahiti thi use,
Lekin katra dar katra jamane ne hawa di,
Kyon khambhkaht har sam laut aata h
Kyon uske jane ka dukh ,Aaj bhi satata h,
kyon muje har kisi mein tera aqs najar aata h,
Kyon meri sansein bhi tera nam leti h,
Kyon anjane meine bhi teri ahat hoti h,
Kyon har sawal sawal bankar reh jata h,
Kyon muje mera khayal tere bad aata h,
Aakhir kyon ❤️
-