Surbhi Sareen   (Surbhi Sareen)
245 Followers · 81 Following

read more
Joined 28 November 2016


read more
Joined 28 November 2016
9 JUL 2021 AT 23:43

too much drama and fun

-


9 JUL 2021 AT 23:26

Bina dekhe, bina baat karei
Bina Mile, bina interaction kiye
Bas hum saath hai
Ehsaas or intzaar humei jodta hai

-


9 JUL 2021 AT 3:11

Tu door bhi hai, tu dil ke paas bhi hai
Teri kami khalti bhi hai or Rulati bhi
Yun to haazaron hai is jahan mei
Lekin tu hai yahi kahin
Uska ehsaas hi khaas hai

-


2 JUL 2021 AT 20:05

Na kisi ka aana aapke bas mei hai
Or na hi kisi ka jana

-


11 MAY 2021 AT 3:42

Ankahe sawaalon mei uljha gaya koi
Jawab ka humei Ilm nahi hai
Uske dil ka humare paas pta nahi hai
Dil kehta hai,puchchne mei Kya jata hai
Dimaag kehta hai, Ye khyaal hi kyun aata hai
Kitni duvidha mei Ye mann rehta hai
Kyun nahi vo sab kuch apne muh se kehta hai

-


28 APR 2021 AT 9:50

Agar koi apna nahi hai na,
to jaane do use!
Vo kabhi apna tha hi nahi.
Uska aapki Zindagi mei
Wajood hi Jhooth tha

-


2 APR 2021 AT 18:26


Vaade karte hain
kasme khaate hain
Phir bhi jaane log saath
kyun chhod jaate hain
Hame toh takleef hoti hai
phool todne mein bhi
Na jaane log
dil kaise tod jaate hain

-


21 MAR 2021 AT 6:23

were the best
I used to lay my head on your shoulder
You used to kiss my forehead secretly
They were blissful memories
Where ‘you’ and ‘I’ were ‘Us’

-


20 MAR 2021 AT 7:53


275 days





(Read the caption)

-


11 MAR 2021 AT 3:16

Kisse kahaniyon mei
milta hoga Ishq
Varna asal mei to
dhokha, dard or diljale
milte hai

-


Fetching Surbhi Sareen Quotes