Aaj mil hi gya ,
Jo bachpan ka saathi tha,
Hai aur hamesha rahega,
Zindagi ki udeh bunti raahein,
Kahin pichle zamein mein ,
Kho diya tha tujhko,
Jaise mukurana bhool gyi thi,
Pahadon ki vaadiyan,
Vo galiyon mein ghoomna,
Na koi chinta na Khabar,
Aankhon se samundar bah nikle,
Mujhe aaj bhi guzra bachpan yaad aata hai,
Kya malum kitni hai zindagani,
Agar bhule nhi ho to yaad kar lena,
Mar kar bhi jeena sikha jayenge .
-