25 FEB 2018 AT 3:28

Na jao humein chor kar, kya gussa kya takleef
Na jao humein yunn tor kar, ekdin zarur honge hum wakif
Bin bataaye rasta jo badal liya, yaadon ne muh more k ro liya
Hath tumne jo chhora, ye dil jese tham sa gaya...
Khuda ko bhi iss dard ka ehsaas hua jo usne kaha..."Haye, aesi mohabbat to humne bhi kabhi nahi kia"

- Tarunima