محمد عامر عرفات   (MOHD AAMIR ARAFAT)
40 Followers · 47 Following

Joined 14 November 2018


Joined 14 November 2018
14 MAY 2021 AT 4:47

Khud main raunak se sarfaraz yeh din hai
Adhoora yeh din Ramadan ke bin hai,

Muqammal Tees Roze kar dete hai muslim se momin
Har momin ke liye khaas yeh eid ka din hai

خود میں رونک سے سرفراز یہ عید کا دن ہے
ادھورا یہ دن رمضان کے بن ہے،

مکمل تیس روزے کر دیتے ہیں مسلم سے مومن
ہر مومن کے لیے خاص یہ عید کا دین ہے

-


4 MAR 2021 AT 8:28

Saaf kyu nahi kehti mohabbat hai mujhse,
yeh haqeeqat maine bhi tumse chupai hain

saath main guzaar sake hum behetreen pal
Maine pehle se he hamare iss chote se ghar main apni choti si duniya sajaai hain

-


5 JAN 2021 AT 17:11

Iss sard mausam main Ishq karne ko jee chahta hain,
Ishq saccha ho toh maut ka naam sunkar lutf aata hain

Mehbooba ko baahon main lete hue ho jaati hain, tamaam takleefe door
Yeh lutf har insaan ko bhala kab samajh aata hain

اس صرد موسم میں عشق کرنے کو جی چاہتا ہے
عشق سچا ہو تو موت کا نام سن کر
بھی لطف آتا ہے،

محبوبہ کو باہوں میں لیتے ہوئے ہو
جاتی ہے تمام تکلیفیں دور
یہ لطف ہر انسان کو بھلا کب سمجھ آتا ہے

-


7 JUN 2020 AT 12:45

Ajeeb soch ke yeh log mulq main,
Karte jo bhadde troll hain;

Nahi hain lihaaz jinhe kisi rishte ka,
Woh phailaate inn fizaao main HINDU-MUSLIM ka zehar hain

عجیب سوچ کے یہ لوگ ملک میں،
کرتے جو بھدے ٹرول ہے؛

نہیں ہے لہاز جنہیں کسی رشتے کا،
وہ پھیلاتے ان فزاوں میں ہندو۔مسلم کا زہر ہے۔

-


7 JUN 2020 AT 3:37

Iss chand ke laakhon deewano ne.
Chand par bhi gahan laga rakha hain

-


7 JUN 2020 AT 3:30

Thak chuka hai dil mohabbat se, ab aaraam chahiye,
Lage hai khanjar kai jigar main, marham chahiye
Mashooqa he hain inn zakhmo ka ilaaj,
Mashooqa haasil karne ke liye bhi AAMIR, tujhe waqt aur wohi puraane jazbaat chahiye....

تھک چکا ہے دل مہبت سے، اب آرام چاہیے،
لگے ہے خنجر کئ جگر میں، مرہم چاہیے،

ماشوقہ ہی ہے ان زخموں کا علاج،
ماشوقہ ہاسل کرنے کے لیے بھی عامر تجھے وقت اور وہی پرانے جزبات چاہیے

-


4 JUN 2020 AT 22:23

Yeh troll tumhare,
Yeh tumhari bhaddi gaaliyan,
Yeh Musalmaano ko badnaam karne ki tumhari nakaam chaal
Lagta hai apne andar rakha hai tumne shaitan ko paal
Har zameen, Har dar-o-deewaar
Cheekh cheek kar chillayenge,
Safoora tum ho begunaah,
Tumne jhooto ko bepardah kar di hai ek misaal
Kar lo jitne zulm karne hain tumhe,
Mera saccha khuda sab jaanta hain tumhare dilo ka haal
Jeet Khuda ki hogi aakheer main
Kyyki uska insaaf hai bemisaal

-


20 FEB 2020 AT 0:48

"In the distorting mirror of your mind, an angel can have the devil's face"

Hakim Sanai

Hazrat Idris Shah

Tales of the Dervishes

-


14 FEB 2020 AT 17:18

Muhabbat meri ek tarfa thi meri nazar main
Teri khaamoshi ne aksar mujhe izhaar karne se roka hain

Hum bhi ahsaas kar paate Mohabbat ke zaaike ka
Agar pata hota ki teri mohabbat paane ka mere paas bhi ek Mauqa hain

-


14 FEB 2020 AT 2:58

Mujhe valentine se nafrat toh nahi lekin ek gila hain,
Hum singles ke liye kya iss duniya main nahi koi bana hain

Agar Mohabbat sabka naseeb nahi, toh tujhe kis jaahil ne jana hain,
Isiliye mujh jaise kai single maangte tujhse panaah hain.

مجھے ویلینٹائن سے نفرت تو نہیں لیکن ایک گلا ہے
ہم سنگل کے لیے کیا کوی اس دنیا میں نہیں بنا ہے،

اگر مہبت سب کا نسیب نہیں، تو تجھے کس جاہل نے جنا ہے
اس لیے مجھ جیسے کئ سنگل مانگتے تجھ سے پناہ ہے-

(Follow me)

-


Fetching محمد عامر عرفات Quotes