Simar Simar   (Simar)
202 Followers · 110 Following

read more
Joined 25 December 2017


read more
Joined 25 December 2017
20 JAN AT 5:18

No matter how tightly
I closed the doors
of my heart,
But your memories
Still knock the door
I wish I can open that door
And love you
the same way I used to.
Alas!
I have no love to give love.
As all the love drained out
from the cracks of broken heart
Nothing remains except scars
of betrayal and a never
ending emptiness.

-


23 FEB 2023 AT 22:59

Maine ishq kiya aur behad ishq kiya
Magar usko jataana zaruri nahi samjha
Dil ka ek-ek tukda uske naam se bhara hua hai
Magar yeh manzar kabhi usko dikhaana zaruri
nahi samjha
Mujhko maloom tha mere aib
uske ishq par haavi hojaayenge
So iss baar jab vo rutha mujhse
Maine usko jaane diya
Haath dil par rakh liya apne
Uski taraf haath bada kar
Usko manana zaruri nahi samjha
Har ishq duniya ko dikhayee de
Aisa nahi hota
Maine apne ashaaron mein
Apni duaon mein usse hamesha
Yaad kiya hai aur behad yaad kiya
Magar aadatan
Usko batana zaruri nahi samjha

-


1 JAN 2023 AT 20:48

तुम मैं और मेरे हाथ में
एक लाल गुलाब
माथे पर शिकन
दिल में इज़्तिराब
और बस एक सवाल
की आख़िर क्या होगा
तुम्हारा जवाब.

-


6 DEC 2022 AT 0:40

Calm mind
Happy soul
and healthy body.

-


6 DEC 2022 AT 0:38

enough,respect is mandatory.

-


8 NOV 2022 AT 18:00

Na jaane har waqt mein kis
azaab mein dooba hua hoon
Kabhi uski yaad mein toh
kabhi uske khawaab mein
dooba hua hoon
Usko toh raas aagayi hai
nayi si Mohhabat ab
Aur ek mein hoon ki
bas maazi ke girdaab mein
dooba hua hoon
Chaar ghadi ka visaal
mayassar tha Mujhe ishq mein
Uske baad toh mat pucho
bas hijr ke tezaab mein
dooba hua hoon
Kaise karte hain log
baar-baar mohabbat
Mein toh ek zamaane se
bas ek hi shakhs ke
aankhon ke talaab mein
dooba hua hoon

-


9 OCT 2022 AT 1:47

मेरी आंखों की खुशनसीबी है
ठीक वैसे ही जैसे
शमा में जल कर
राख हो जाना
परवाने की खुशनसीबी
है.

-


9 OCT 2022 AT 1:32

the words spoken in that minute echoes in our memories for years.

-


9 OCT 2022 AT 1:30

Guzarne the chand pal jo fursat ke
Wo tumhare saath hi guzar gaye
Tumhare baad toh jaise Mere
dil ke sab armaan hi guzar gaye
Jin lamhon ki chaanv tale
Panpe the shajar humare ishq ke
Woh tamam lamhe jaise
Palak jhapkate hi guzar gaye
Kehne ko toh abhi bhi zinda hun mein
Magar sach kahun toh tere jaate hi
Maano mere jism se bhi jaise
Rooh ke parinde hi guzar gaye.

-


21 AUG 2022 AT 18:26

I pick up those broken pieces of my being
and end up arranging them into a much more stronger me.

-


Fetching Simar Simar Quotes