Kuch cheeze humaare kismat m nahi hoti, humdono ka ek hona nahi tha ! Magar iska ye matlb nahi hota ki hum uss insaan ko ekdm k liye bhool jaaye jiske saath humne apne zindagi ka sabse achha lamha bitaaya ho ! Maana ki iss rishte ka koi naam nahi hoga, magar kuch rishte benaam k v sachhe hote hain !
-