2 JUN 2018 AT 2:13

Aaah.....,aae khuda..
Mauth chahiye ab,
Agar ladki hona gunah hain to aaj hi mita do mujhe,aur mere jaisi har ladkiyo ko,duniya ladkiyo ke bgair bnani hogi,ab koi maa nhi hogi,pyar nhi hoga,aur na hi jism ka sauda hoga,na kisi ka blatkar hoga,na koi dar-dar kar jiyega,
Ab mauth de do ladkiyo ko,
Aajadi kab milegi samaaj ke bandiso se,
Kitna ladu ab mai,
Aur kitna..Sahu ab mai!!

- Shruti