17 JUN 2018 AT 19:38

Din-B-Din dubti ja rahi hu
Tumhari yado k samandar m
Humare sath bitaye palo k jhrno m
Tumhare sath ki masti
Tumhe cherna
Tumhe rokane ki hr mumkin kosis krna
Tumhara mujhse bina mile jana
Or mera itni si baat pr gussa ho jana
Tumhari ek jhalak pr khill jana mera
Tumse dur jane pr roo jana mera
Abb bss yaade h jo mere sath h
Or ganga jal sa pavitra apna rishta h
Apne sath bitaya palo ka samandar atthaa h

- ShiddAt