Kaash,
Tum baaki sab ki tarah hote,
Na kbhi itna kareeb aate,
Na tumhre jaane ka koi gham hota_
Na choote kbhi dil ki gehrai ko,
Na kbhi tumhri tasveer dil mai hoti_
Ek dost hote kaash tum! Baaki sab ki tarah,
Aate aur chle jate kisi sapne ki tarah_
Na kbhi maine Darja diya hota tumhe rab ka,
Na aaj inn aankhon mai aanshu hota dard ka _
-