Maine usko itna dekha jitna dekha
Ja sakta tha,
Lekin phir bhi do aankho se kitna
Dekha ja sakta tha,
Koi us sakhs sa duniya me kaha
Hota hai,
Lakh chehron me dil ne jise chuna
Hota hai,
Hum to uss mod pe aa chuke hain mohabbat me jahan,
Dil kisi aur ko chahe to gunaah hota hai...- Vashu
7 MAY 2019 AT 13:49