Chehre ki muskan dekh ke chale jaana tum Maan ki dard ke bare mein pucho toh sahi. Aaram se bhi duniya thak gayi hai ab; Khwabon ke parindey, tu thakta kyun nahi?
Pahad, nadi, samandar, ghoom aaya h tu Tujhe to ye duniya tak choti lag rahi. Na jane kiska sahara hai mujhe warna, Bina lade hi ye jung haari lag rahi.