Musafir Tales   (@musafir.tales)
1.8k Followers · 2.7k Following

में तो महज़ मुसाफ़िर हूँ
मंज़िल की तलाश में।
मगर राह गुमनाम हैं
बिलकुल तुम्हारी तरह।
Joined 16 April 2018


में तो महज़ मुसाफ़िर हूँ
मंज़िल की तलाश में।
मगर राह गुमनाम हैं
बिलकुल तुम्हारी तरह।
Joined 16 April 2018
8 MAY 2020 AT 22:13

Kareeb aakar hume tum pyaase hi chod gaye,
Nadi ke talaash mein tum samundar se rukh mod gaye.

-


8 MAY 2020 AT 19:25

तुम्हारी बाहों की गर्मी और होठों की नर्मी
हमे इस कदर भा गयी,
के न जाने कब इस बेजान से जिस्म में जान सी आ गयी।

-


8 MAY 2020 AT 13:58

Tehzeeb ke sooli par chadh raha pyaar hai,
Ab bhi insaanon ke beech mazhab ki dewaar hai,
Gunaah-e-ishq toh sazaa bhi manzoor hai,
Qafan odhe na jaane kayin beqasoor hai.

-


8 MAY 2020 AT 6:29

Tum zaroorat nahi the
Magar zaroori the tum mujhe.

-


8 MAY 2020 AT 1:53

अब यकीन सा हो गया हैं कि
सच्चा प्यार सिर्फ अफसानों में होता हैं
और फ़रिश्ते सिर्फ आज़ानों में।

-


8 MAY 2020 AT 1:38

Na himmat thi na hidayat thi,
Tabhi toh tujhe murshid-e-kamil maana tha.

-


8 MAY 2020 AT 1:26

Tujhe mehfoos rakhne ki kosish mein
Hum tujhe hi gawa baithe.

-


7 MAY 2020 AT 20:23

हर मर्तबा दुआयों में तुझे मांगा करती थी,
अब हर मर्तबा तुझे भूलने की दुआ करती हूँ।

-


7 MAY 2020 AT 20:14

Kuch baatein tumne adhoori chodi thi aur kuch maine,
Kuch waadein tumne todi thi aur kuch maine,
Magar waqt ka yeh khel dekho
Waqt hai, baatein hai, adhoore waadein hai par tum hi nahi ho.

-


7 MAY 2020 AT 19:40

Tum humare jitne the,
Kya hum bhi tumhare utne the ?
Sach kaho, khair mat kaho
Hume pata hai hum kitne the.

-


Fetching Musafir Tales Quotes