2 DEC 2017 AT 20:59

Umid thi tmse ki tm syd sath dogee...
Hme kya pata tha ki samay ke sath tm bhi badal gae.....
Jab sabne sath choda tho socha ki tm tho sath rahoge.....
Par tm Bhi sath chod gae....
Jamana kitni jaldi badal jata hai.... Suna tha... Padha bhi tha...
Par aj uss suni sunnai bat ko sach hote hue bhi dekh lia....
Sukriya... Jab thk sath the....
Jo pall bitaye the apke sath...
Vo lamha hi hmare jine ke jariya hai....
Sukriya unn yado ke ly.... Jo tmhare hone se khubaurat hue...... 💖💖


- Faith Over Fear