Pani ki safar mein,
Mene dupte hue suraj
Aur ugte chand koh ek sath dekha tha..
Fark etna hai..
Jish kinare suraj dub rha tha waha keshari sa rang chaya tha,
Aur jish kinare chand dub rha tha waha berang sa sama bandha tha,
chand ki parchayi bas pani mein jalak rha tha.
.
Kehte hai na chand pe jitna bhi noor kyu na ho, rang toh suraj ka he hota hai.
-