24 MAR 2018 AT 17:17

Baar baar ' Sahab ' ek hi nazm sunaya karte hain
Mohabbat me hi khudko aazmaya karte hain
Kabhi nafraton ka maza lijiye
Isme bhi aksar log shayar ban jaaya karte hain

- Sameera Rizvi..