15 JAN 2018 AT 19:43

KAHANI..sabki ek kahani hoti hai..
kisi ki puri toh kisi ki ADHURI hoti hai..
Aisa nhi hai doston ki shiddat sirf un puri kahaniyo me hi hoti hai....
Ek baar kar ke toh dekho...adhuri kahaniya unse kai Jada haseen hoti hai...
Uske har ek khwab ko apna banana....use hasta hua dekh ke khud khush hona.....ek baar usse baat krne ko duniya ki wo tamaam naakam koshishe karna ....ye jaante hue bhi ki wo aapka kabhi nhi ho Sakta ...fir bhi apni har DUAAO me...uska naam rakhna...nhi doston...kha hoti hai itni shiddat do-tarfe pyaar me....kha hota hai ye junoon....kha hoti hai ye chaah ki bina kuch maange sab kuch uske sajde kar dena...naaa....koi pyaar isse Jada paak nhi hota...koi v rishta is rishte se Jada khaas nhi hota..do-tarfa pyaar sabhi karte hai...tum ek baar ik-tarfa kar ke dekho..yakeen maano....duniya ka koi bhi ehsaas is ehsaas ke upar nhi hota....!!!!!

- Obscure.girl