15 DEC 2017 AT 0:22

Insaan baki chijon ki tarah abb waqt bhi machino se challa raha hai
uske liye kya acha hai kya bura hai abb wo soch kar nahi bas guzare waqt ko yaad kar k jta raha hai
Shehron ko maat koso mere dost
Shehar to chote chote kasbon ki roti ka zariya hain
Ye to bas insaan hai jo har jagah sarhadein bnata bnata khud hi akelepan ki kisi banjar zameen mein kaid ho gya hai

- exploresakshi