26 JUN 2017 AT 23:36

Meri yaadon me teri wo nishani baaki hai,
Meri aankhon me wo humari kahani baaki hai...

Tujhse bichde hue to ek muddat hui hai,
Magar mujhme aaj bhi wo zindagani baaki hai...

- Azam