15 JUL 2018 AT 23:13

--------------------------------------------------
Ek hasina se yun mulakat Ho gayi..
--------------------------------------------------
Teri jo ankhe meri ankhon se mili..
Teri jo bahe mere sapno se Judi..
Na Jane us vakt esa kya ho gaya..
Mere pao se zameen hi kho gaya ..

Teri us hasi ne mera dil chura liya..
Teri us muskaan ne saara dard bhula diya..
Har ek din Tumahri jhalak dekhne ko tarasta hoon...
Har ek pal Tumhe hi yad karta hoon..

Charo samundar ko par karke bhi esa sitara nahi Mila...
Jo din Ho ya raat har sameen hai khila...

-RTR



- RTR