Na wad , Na vivad , Na rha ab koi smazwad
Na jatiwad , Na Dharmawad , Na rha koi pariwarwad
Nya khun hai , Nyi soch hai , Nyi koi bat hai
Nye Rashtra ki soch ka shankhnad hai , ye sabke sath - sabke Vikas ka prabhaw hai
Iss Ranbheri me , iss sangram me , Bihar apwad hai ....
- Rohit choudhary