Raunaque Afreen๐Ÿ’Ž๐Ÿ’Ž ย  (Raunaque Afreen)
120 Followers ยท 6 Following

For a writer, readers matter and for every book, writers matter the most...
Joined 4 October 2019


For a writer, readers matter and for every book, writers matter the most...
Joined 4 October 2019

Jab tak saas hogi...
Milne ki aaas hogi...
Zindagi ke is safar mein...
kabhi to mulaqat hogi...
Ye baat alag hai ki...
Marne ke baad aksar...
Paas me sirf yaad hogi...

-



We should not help some people until they themselves ask for help because in the end they will say that they did not ask for help.

-



kuch gam aise hai ke bataye nahi jate...
Aansu aise hai jo dikhaye nahi jate...
Rote rahe hum shamma bujha kar...
darr hai ke ankhein raaz ayan na kar de...
isliye ye kale chasmein humse hataye nahi jate...

-



Anger
Gussa
๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

-



Ye chhat ye chaar deewarein....
๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

-



Sadak ke kinaare ek mochi baithta hai..
To wahi dusri taraf ek bhikari baithta hai..
Dono ko ye ehsaas nahi ke wo sadak par baithe hai...
Dono hi us rah se gujarne wale har shakhs ko dekhte hai...
Par jab bhi koi waha se gujarta hai...
Tab dono ke dil me ek ummid jagti hai...
Ke shayad ab koi amdani ho gi...
Dono me ye baatein milti hai...
Par dono me zameen aasmaan ka fark hai...
Us mochi ka darja us bhikari se buland hai...
Kyunke uska zameer jinda hai...
Aur dusri taraf us bhikari ka zameer mar chuka hai...

-



The dark and cloudy sky,
This cold,and rogue air
Blowing by his will with
full of excitement and joy,
Nature is waiting
For welcoming rain,
The thunder and lightning,
Is alarming,
The arrival of rain....

-



Main aur JANNAT ๐Ÿ˜๐Ÿ˜
Beech me ye duniya ๐Ÿ˜‘๐Ÿ˜‘
Jaise kabab me haddi....

-



Dhyan is baat ka rakhna chahiye ki aapne jo apni zuban kholi hai uski baat jis kaan tak jaa rahi hai uski zuban kaisi hai.
Har ek kaan par aankh band kar bharosa nahi kya jata....

-



Silence please

-


Fetching Raunaque Afreen๐Ÿ’Ž๐Ÿ’Ž Quotes