23 JUL 2017 AT 8:31

Sab kuch khatm ho jayega ek din
Kyun moh maya mein padta hai re bande
Na kuch leke aya tha na kuch leke jayega
Phir kyun iss jaal mein phasta hai re bande

- Rashmi