اے عشق جنوں پیشہ ہاں عشق جنوں پیشہ
آج ایک ستم گر کو ہنس ہنس کے رلانا ہے
Aye Ishq e junun pesha
Haan ishq e junun pesha
Aaj ek sitam gar ko
Hans Hans ke rulana hae
جو مجھ پہ گزرتی ہے کس نے اسے جانا ہے
اپنی ہی مصیبت ہے اپنا ہی فسانا ہے
Jo mujhpe guzarti has kisne use jana hae
Nazuk si nigaahon ka nazuk sa fasana hae-
Jisse jitni mohabbat karo utni Baar dagha deta hae,
Kisi ki s... read more
مایوسی ے مائل ے محبّت نہ پوچھیئے
اپنوں سے پیش آئے ہیں بیگانگی سے ہم-
Wafa , ekhlaas , qurbani , mohabbat
Ab in lafzon ko bhul chuke hain hum-
वफ़ा ख़ूलुस तरफ़दारियां नहीं चलतीं
हमारे साथ यह बीमारियां नहीं चलतीं
ये आइना है सदाक़त बयान करता है
के इसके आगे अदाकारियां नहीं चलतीं-
Uthi jis simt bhi nazrein tujhi ko jalwa-gar dekha
Tuhi har ek nazarey mein tujhi ko har taraf dekha-
ghat gayi hae qadr-o-qeemat aaj ke insaan ki
ham pe Ghalib ho gyin makkariyan shaitan ki
jis trah bhi dekhiye dahshat ka ek mahool hae
ab khilonon ke barabar hae haesiyat insaan ki-
Woh mera mangna tujh se or tera sharmana haye!
Kaanpte hathon se chhalak jana woh chaye ka kap-
एक धोखा खा चुके हैं और खा सकते नहीं
अपनी आज़ादी को हम हरगिज़ मिटा सकते नहीं
-
Is trah raaton tujhe sochta rahta hun main
Meri har saans tere naam pe likhi ho jaese-