UNTIL NEXT TIME !
Mujhe phirse wo manzar dekhna hai.
umeedon ki uchaiyon se, apne khwabon ko girte hua dekna hai...
Is waqt pe tum nhi...to na sahi, us waqt pe baitha rahunga mai, agle Janam tume udhar hi milne ana hai...
Saare sapno ko samhal k rakhna, tb saare pure karenge...
Abhi alwida, panna idhar khatam hua, kisi aur kitab me phirse suru karenge...
-